Rishtay Shadi Marriage Ke Liye Surah An-Naml Ayat 62 Parhain

Surah An-Naml ki Ayat 62 ka urdu tarjuma:
"Bay kus ki pukaar ko jab ke woh pukaray kon qabol kar ke sakhti ko door kar deta hai?"
(Quran 27:62 )
Rishte Ke Liye
Surah An-Naml ki Ayat no 62 ko behtareen rishta talash karne ke liye har namaz ke baad 41 martabah parh kar dua karain. Waldain apni aulad ke liye bhi kar saktay hain..

No comments:

Post a Comment